Born: (1965-03-14) 14 March 1965 (age 47) Mumbai, Maharashtra, India Birth Sign: Pisces Status Married: Kiran Rao Occupation:Film actor producer, director and writer Years active: 1973–1974, 1984, 1988–2001, 2005–present Spouse:Reena Dutta (1986–2002) Kiran Rao: (2005–present) Children: 2 Family: Junaid(son), Faizal(brother), Nikhat and Farhad(sisters), Tahir Hussain(father), Zeenat(mother) Height: 5'8 Weight: 74 kgs |
|
Aamir Khan was born on March 14th 1965. His father, Tahir Hussain, was a film producer while his uncle, Nasir Hussain, was a film producer as well as a director and an actor. His family on his father´s side are originally from Herat, Afghanistan.
In 1984 Aamir began his career with Ketan Mehta’s ‘Holi’, but his claim to fame was cousin Mansoor Khan’s ‘Qayamat Se Qayamat Tak’ in which he co-starred with actress Juhi Chawla. In 1984 Aamir began his career with Ketan Mehta’s ‘Holi’, but his claim to fame was cousin Mansoor Khan’s ‘Qayamat Se Qayamat Tak’ in which he co-starred with actress Juhi Chawla. Khan married Reena Dutta, who had a small part in Qayamat Se Qayamat Tak, on 18 April 1986. They have two children, a son named Junaid and a daughter, Ira. In December 2002, Khan filed for divorce, ending the 15-year marriage. Reena took custody of both children.On 28 December 2005, Khan married Kiran Rao who had been an assistant director to Ashutosh Gowariker during the filming of Lagaan.
Aamir Khan Biography in Urdu:
Indian film actor, director aur producer Aamir Khan (Aamir Hussain Khan) 14 March 1965 ko paida huye jo keh Hindi Cinema ke ahum adakar ke tor par khood ko manwaya. Aamir Khan bandra mumbai ke aik Hospital mein aik Muslim gharane mein paida huye. In ka khandan ibtedayi hi se filmi dunya se jura hua tha. In ke father Hussain aik filmsaaz aur hidayatkar the . In ke Uncle Nasir Hussain bhi isi maidan se wabistah the. Aamir Khan hindustani cinama ki tareekh mein sab se bara aur sab se ziadah moasar adakar ke tor par mana jata hai. Aamir Khan ne Rina Dat se shadi ki. Magar aik ghair Muslim ko in ke khandan ne bator bahu tasleem karne se inkar kar dia yun ibteda mein in ki yeh shadi khufyah rahi. Rina se Aamir Khan ke do bache hain aik beta aur aik beti. 2002 mein Aamir Khan aur Rina ke darmiyan talaq huyi. 2005 mein Aamir Khan ne Kiran Rao se shadi ki jo keh bator assistant director Lagan mein kaam kar chuki thein. Aamir Khan ziadah tar apni filmon par tawajjah dene ke liye mashhur hain. Is liye woh ziadah tar ishteharat aur award shows mein nazar nahi aate.
Aamr Khan 1973 mein apne uncle Nasir Hussain ki film yadon ki Barat mein bator child star ke pehli martabah parda screen par namodar huye. 11 saal baad film Bollywood mein kaam kia magar inhein filmi dunya mein kamyabi aur pazirayi in ke cousin mansoor Khan ki film Qiyamat se Qiyamat se mili jo keh 1988 mein release huyi. Is film mein inhein film fare award mila. 90 ki dahayi mein in ki kayi mashhoor film release huyi jin mein Raja Hindustani, Sarfarosh, Bazi aur Ishq shamil thin. Khan ne behtareen adakar ke liye ahum grosser Raja Hindustani (1996) men in ki karkardagi ke liye film fare award hasil ki.
4 saal ke waqfe ke baad Khan ki wapsi ke baad tareekhi Drama Mangal Pandey mein kirdar ada kia. Rising(2005) aur Rang De Basanti (2006) mein kia. Is ke baad inhon ne Best Filmfare Critics award hasil ki. Is ke baad inhon ne Sitare Zameen par film mein direct kia. Jis mein inhon ne Best filmfare Award Director ka award hasil ki. Ghajani (2008) jo keh is saal ki sab se ziadah grossing film bani. Comedy 3idiots (2009) aur Taare Zameen Par education system mein mojood kharabyon ki nishandahi ke hawale se behtareen film tasawar ki jati hai. Governmen of India ne 2003 mein Padma Shri aur Padma Bhushan (2010) ka award dia.In ki film comercial mozuaat se hat kar hoti hain. Khan ne 2011 mein apni Home production Dhobi Ghat jari kia. Jis mein in ki wife Kiran Rao direct kia tha. 2012 mein inhon ne Talaash jo Excel entertainment and Aamir khan productions ki taraf se mushtarkah hain released ki.
6 May 1012 ko Satyamaev Jayte samaji maslah talk show jo ko nashar karna shuru kia. Aamir khan ne har Episode ka 3 crore rupees hasil ki aur ise bharti television industry mein sab se ziadah paid bataya jata hai.
List of Aamir Khan Movies
Year
|
Film Name
|
Note
|
2012 | Talash | |
2011 | Dhobi Ghat | |
2010 | Peepli Live | Nominated—Filmfare Award for Best Movie |
2010 | Khelen Hum Jee Jaan Sey | |
2009 | 3 Idiots | |
2008 | Ghajini | |
2007 | Taare Zameen Par | National Film Award for Best Film on Family Welfare Filmfare Award for Best Movie |
2006 | Fanaa | |
2006 | Rang De Basanti | Filmfare Critics Award for Best Actor Nominated—Filmfare Award for Best Actor |
2005 | Mangal Pandey | Nominated—Filmfare Award for Best Actor |
2005 | The Rising | |
2001 | Lagaan | National Film Award for Best Popular Film Providing Wholesome Entertainment Filmfare Award for Best Movie Nominated-Academy Award for Best Foreign Language Film |
2001 | Dil Chahata Hai | Nominated—Filmfare Award for Best Actor |
2000 | Mela | |
1999 | Mann | |
1999 | Sarfarosh | Nominated—Filmfare Award for Best Actor |
1998 | Earth | |
1998 | Ghulam | |
1997 | Ishq | |
1996 | Raja Hindustani | Filmfare Award for Best Actor |
1995 | Baazi | |
1995 | Akele Hum Akele Thum | |
1995 | Rangeela Munna | Nominated—Filmfare Award for Best Actor |
1995 | AAtank Hi Aatank | |
1994 | Andaz Apna Apna | Nominated—Filmfare Award for Best Actor |
1993 | Damini | |
1993 | Pehla Nasha | |
1993 | Hum Hain Rahi Pyar Ke | |
1992 | Jo Jeeta Wohi Sikandar | Nominated—Filmfare Award for Best Actor |
1992 | Daulat ki Jung | |
1992 | Isi Ka Naam Zindagi | |
1992 | Parampara | |
1991 | Dil Hai ki Manta Nahin | Nominated—Filmfare Award for Best Actor |
1991 | Afsana Pyaar Ka | |
1990 | Tum Mere Ho | |
1990 | Awwal Number | |
1990 | Deewana Mujh Sa Nahin | |
1990 | Dil | Nominated—Filmfare Award for Best Actor |
1990 | Jawani Zindabad | |
1989 | Raakh | National Film Special Jury Award (also for Qayamat Se Qayamat Tak) Nominated—Filmfare Award for Best Actor |
1989 | Love Love Love | |
1988 | Qayamat Se Qayamat Tak | National Film Special Jury Award (also for Raakh) Filmfare Award for Best Male Debut Nominated—Filmfare Award for Best Actor |
|
No comments:
Post a Comment